India ko most underrated summer drink! 😋 Ambali; iska naam alag ho sakta hai… par garmi mein sukoon same hi deta hai. Aapke ghar mein ise kya bolte hain? 👀 Ambali, Kanji, Raab, Pez ya kuch aur? #summer #summerdrink #ambali
अभी कोई टिप्पणी नहीं है। पहली टिप्पणी आप करें!